Kuch unki adaa ne luta, kuch unki inayat maar gayi
Hum raaz-e-dil keh na paaye, chup rehne ki ye adaat maar gayi
Tamanna to thi unko jee bhar k dekhne ki,par hume ankho ki ye sharafat maar gayi
Dono se hi shikwa hume, ilzam lagaye kis par,Kuch humne apne aapko barbaad kiya aur kuch hume kismat maar gayi....
No comments:
Post a Comment